Baat maaanney par problem nahi hai or na koi force kar raha hai lekin kisi ki izzat rakh lena wo bhi boht bari baat hai and uskey baad baat maan kar end par mukar jana or shetaani hansi hansna and aisey pretend karna key mujhe tumhaari fikar nahi hai or tab hi message karna jab zarorat ho to yeh dosti bhi nahi hai "Or tum jaantey ho" or ALLAH sab Janta hai kyu key wo sab dekh raha hai.