Main manta hn k main baat se mukar gaya lekin tm toh samjh sakte thay k mein kyu nahi aana chahraha tha waha lekin tmne bhi toh moukay ka faida uthaya or apna raasta le liya.
Izzat ki baat hai jaha pr toh us waqt main b waha naya tha meri b kuch izzat thi un logon k paas.
Or ek baat sunno mainay tmhari waja se wo jaga chori thi kyun ki tmne dhoka diya tha. Allah behtar janta hai